Aorat ke zindagi m youn to bht se adwar aty hen magr is ke zindagi k 4 adwar khas tor p Qabile zikr hen
(1) Aorat ka bachpan
(2)Aorat Balig hony k bad
(3)Aorat wife (biwi) bn jany k bad
AORAT KA BACHPAN
Aorat bachpan m jb wo na balig bachy hoty h apny maa bap ke pyare Bety kehlaty h. is umer m wo sharyt ke pabnd nahi hoty. Wo sirf kahty, pety, hanste, bolty h or haq dar hoty h apny parents or apny behn bhiyon k pyar ke wo hr kism ke fikron se dor hokr khush-o-khurm or khushal rehtyh. Walden p farz h k jb wo bolna sekhy to us ko Allah or Rasol sallallaho alehewaslm ka name sikhaeen or us ko kalma prhaen.
jb wo kuch bare ho jae to us ko kuch saleka or zindagi guzarny k bunyadi dhand sikheen or us ko achy baton or bure baton m tamez krna sikhaeen. jb wo prhny k qabil ho jae to us ko Quran pak prhaen.
sath sath ghr k kam bhi saleky se krna sikaen or dosre zarori hunr bhi sikahen, warna un m kahily or be prwahe ke adat devolup ho jae gy jo k age chal k ap k ly or khud us k ly nuksan dy bhi ho sakty h, mothers ko cahy k un ko choty choty baton p narmi se rok tok krty rahy ayse ghron m jany ke ijazat na den jahan ka mahol non islamic ho ya us ghr k afrad p kisi bhi kism ka koe shuba ho, ayse mehfilon m jany se bachen jin m gany bajany ka silsila hota ho is ly k y umer ak cachi umer h jesa ap tarbiat kren gy wesy he ap ke aold cahy beta ho ya bety us k kirdar or adat se wazhy ho gy, is umer m bachy na samajh hoty hen achy bure ka fesla nahi kr sakty is ly hr Maa bap ka y islamic fareza h k apny bachon ke tarbiat p pora dehan den or un ke tarbiat ak islamic mahol m kren warna wo sakht gunhegar hon gy
AORAT JB BALIG HOTY H
jb Aorat balig ho jaty h to ALLAH or is k RASOOL sallallaho alehe waslm ke taraf se Sharyt ke taraf se tamam ahkamat ke pabnd ho jaty h. Ab is p namaz, Roza, Haj or baki k sb masail p amal krna farz ho ga or Allah pak k huqooq or bandon k huqooq ko ada krny ke wo zimedar ho gy or ab us p lazim h k wo tamam fariz ko ada kre, Gunhaon se bachy. Apny se baron ke izat kre or choton ko pyar de or sb jany walon se acha sulooq kre. achy achy adaten sekhy or bure adaton se apny ap ko bachy rakhe or shart p pabnde se aml kr k ak neek insan bn jaee.
shadi l laiq umer ho jae to shadi se mutalq malomat hasil kre masln apny maa se sekhy k shadi k bad ghr ka nizam kese sanbhala jatah, or jb shadi ho jaee to apny ap ko ka zemar insan k tor p sabit kre husbnd ko kesy khus rakhna h susral walon se kesy nibha krna h in sb k ly apny ap ko tyar rakhy sath he zehn m rakhy k wo apny husbnd k dukh sukh ke sathy h or hr kisim k halat m use un ka or susral walon ka sath dena h y k sabr azma marhala hota h jis m sabit kaqm rehna h.
Ak achy saleqa mand or islamic mahol m pali bare larke shadi k bad is bat ka khyal rakhty h k cahy khud kine bhi dukh or takleef uthe magr apny ghr walon ko sukon farahm kre khas kr un ko apny zat se koe takleef na de jo bhi kam kre apny baron ke raza mande sa kre, kahi ana jana ho kisi ko kuch dena ho ya koe bhi chota ya bara mamla ho ghr walon ke raza mandi or husbnd ke ijazat se kre, hr wo amal kre jis se wo apny maa, pab ke cahety bety or susral walon ke pasandida baho bn jaee
Parde ka khas tor pr khyal or dehan rakhee, ger mehram mardon k samny jana un se hansi mazak se intehae parhez kre. be hya orton se bhi parda kre or ashiqana isteharat or rasail prhny se bhi gurez kren. Mazahabi kitaben pehny ke abat dalen or ibadat m waqt guzare, fazr namazon k sath sath nifl namaz ada krne ke bhi adat bneen Quran pak ko daily pehny ke adt bna k beshumar barkaten or rehmaten hasil kren.
AORAT SHADI K BAD
NIKAH: jb lakre balig ho jae to aprents p lazim h k koe munasib rishta talash kr k us ke shadi kr den. rishte ke talash m khas tor pr is bat ka dehan rakhna zarori h k kisi badmazhm se rishta na hony pay
HADITH
Hamare Pyare Nabi sallallaho alehe walehewaslm n frmaya: Aorat se shadi krny m 4 cezen dekhe jaty hen
(1) Dolatmandi (2) khandani sharafat
(3)Khubsurte (4)Deen dare
likn tm den dare ko in sb cezon m mukadam samjho
sahe bukhare: kitabul nikah 67 babul ikfa'fedeen(16) rakumul hadith 5090 jild 3 page 429
Allah Pak n Quran shareef m irshad frmaya h k:
(surah Noor 32)
وَأَنكِحُوا الْأَيَامَی مِنكُمْ وَالصَّالِحِينَ مِنْ عِبَادِكُمْ وَإِمَائِكُمْ
"yani tm log be suhr wale aorton ka Nikah kr do or apny neek chalan gulamon or londyon ka bhi nikah kr do"
HADITH
Allah Pak n 3 chaks ke zimedare apnyzime kr le h:
(1) Ak wo gulam jo apny Aqa se azad hony k ly kisi Qadr raqm ada krny ka ahd kre or apny ahd ko pora krny ke neet rakhnta ho
(2) Khuda ke rah m jehad krny wala
(3) Nikah krny wala ya Nikah krny wale jo nikah k zare haram kare se bachna cahta ho
Jma-e-Tirmizee, Kitabul jahad, jild3, page 247
Aorat jb tk shadi nahi hoty Maa Bap ke bety kehlaty h magr shadi k bad wo apny husbnd ke BIWI bn jaty hor is k fariz or zemedaryan pehly se barh jaty hen or tamam huqooq or faraiz ka ada krna Aorat ke sb se bara fareza h. Aorat agr husbnd k huqooq ko ada na kre gy to is ke dunyave zindagi bhi tabah-o-barbad ho jae gy or akhirt m bhi wo dozakh ke bharakte hoe agg m jalti rahy ge or wo dono jahanon m zalel-o-khwar ho gy y sb is ly k sharyt m hr Aorat p farz h k wo apny suhr k huqooq ko ada krty rahy or umer bhr apny husbnd ke farma brdare krty rahy
AORAT JB MAA BNTY H
Aorat jb sahibe-e-aolad or bachon ke maa bn jaty h to is p mazeed zimedaryon ka bojh barh jata h keunky suhr oe walden wagera k huqooq k ilawa use bachon k huqooq bhi ada krny hoty hen or in huqooq ko ada krna hr Aorat ka farze mansabi h. Jo Maa apny bachon ka haq ada na kre wo sharyt k nazdeek bht bare gunhegar or samaj ke nazron m zaleel-o-khwar there ge...
Recpected Mothers, Sisters, daughters
plz do comments about this post
Recpected Mothers, Sisters, daughters
plz do comments about this post
بہت اچھی کاوش ہے، جزاک اللہ
ReplyDelete