AORAT KYA H ???
Aorat:Khuda ke bare bare nematon m se ak bht bare nemat h
Aorat:dunya ke abad kare or deen dare m mardon k sat takrebn brabr ke shareeq
Aorat:Mard k dil ka sukoon, Roh ke rahat, Zehn ka itmenan, badn ka cheen
Aorat:Duna agr ak khubsurt cehra h to aorat us ke ak ankh(eye) h jis k bager dunya kani ho jae
Aorat: ka wajod insany tamadun k ly be-had zarori h agr Aorat na ho to mardon ke zindagi janwar se bhi badtr ho
Aorat: bachpan m bhi behno se muhabbat krty h, Shadi k bad husbnd se muhabbat krty h, Maa bn k apny aolad se muhabbat krty h, is ly airat dunya m pyaro muhabbat ka TAJ MEHL h
Next Post : Aorat islam se Pehly
(must read and do comments)
No comments:
Post a Comment