Salam k Adab
* jb bhi ak musalma ke mulakat dosre musalman se ho to apny taluq k izhar k ly muskura k salam kehna cahy
*Hr musalman ko salam kejy cahy ap us ko janty hon ya nahi
* Salam krny m pahal kejey
* Jb ap apny ghr m dakhil hon to ghr walon ko salam kejy
*choty bachon ko bhi salam kejy is se in ko salam krny ke tameez aty h or y Nabi sallallaho alehe wasalam ke sunnat bhi h
* Apny baron ko salam kejey. jb ap pedal chal rahy hon to rastem m milny walon ko bhi salam kejy
*Salam apny musalman bhi ka haq tasawer kejy or is haq ko ada krny m farag dily ka saboot pesh kejy
*Agr kisi majlis m jaeen to sb ko salam kren na k kisi ak ko or agr koe jagha ayse ho jahn ko so raha ho to itny awaz m salam kren k jagny wale sun len or sony walon ke neend bhi khrab na ho
* Salam ka jawab nehayt khush dile se den y musalan bhi ka haq h Jawab deny k ly behtreen alfaz y hen
Walikm As Salam
No comments:
Post a Comment